Phoolon Ki Aarzoo Mein Bare Zakhm Khaaye Hain,
Lekin Chaman Ke Khaar Bhi Ab Tak Paraaye Hain,
Us Par Haraam Hai Gham-E-Dauraan Ki Talkhiyaan,
Jis Ke Nasib Amadoda Teri Zulfon Ke Saaye Hain,
Mahshar Men Le Gai Thi Tabiyat Ki Saadagi,
Lekin Bade Khuloos Se Ham Laut Aaye Hain,
Aayaa Hoon Yaad Baad-E-Fanaa Un Ko Bhi 'Adam',
Kyaa Jald Mere Seekh Pe Imaan Laaye Hain.
پھولوں کی آرزو میں بڑے زخم کھائے ہیں
لیکن چمن کے خار بھی اب تک پر آئے ہیں
اس پر حرام ہے غم دوراں کی تلخیا ں
جس کے نصیب میں تیری زلفوں کے سائے ہیں
محشر میں لی گئی تھی طبیعت کی سادگی
لیکن بڑے خلوص سے ہم لوٹ آئے ہیں
آیا ہوں یاد بعد فنا ان کو بھی آدم
کیا جلد میری سیکھ پر ایمان لائے ہیں
There are big wounds in the desire for flowers
But Chaman's thorns have also come up so far
The bitterness of grief is forbidden on it
Whose destiny in the shadow of your hair
The simplicity of nature was taken into consideration
But we have returned with great sincerity
I have come to remember after their demise Adam too
Do you soon believe my teachings?
........................................................
Abhi Sooraj Nahi Dooba Zara C Shaam Hone Do
Me Khud Hi Laut Jaunga Zara Na-Kaam Hone Do
Mujhe Bad-Naam Karne K Bahane Dhoondte Ho Kiun
Me Khud Ho Jaunga Bad-Naam Pehle Naam Hone Do
Abhi Mujh Ko Nahi Karna Hai Aitraaf-e-Shikast
Me Sab Tasleem Kr Lunga Ye Charcha Aam Hone Do
Meri Hasti Nahi Anmol Phir Bhi Bik Nahi Sakta
Wafaaen Baich Lena Pr Zara Nelaam Hone Do
Naye Aghaaz Me Hai Hosla Kiun Tor Bethe Ho
Tum Sab Kuch Jeet Jaoge Zara Anjaam Hone Do
ابھی سورج نہیں ڈوبا ذرا سی شام ہونے دو
میں خود ہی لوٹ جاؤں گا ذرا ناکام ہونے دو
مجھے بد نام کرنے کے بہانے ڈھونڈتے ہو کیوں
میں خود ہو جاؤں گا بد نام ذرا پہلے نام ہونے دو
ابھی مجھ کو نہیں کرنا ہے اعتراف شکست
میں سب تسلیم کر لوں گا یہ چرچا عام ہونے دو
میری ہستی نہیں انمول پھر بھی بک نہیں سکتا
وافا یئں بیچ لینا پر ذرا نیلام ہونے دو
نئے آغاز میں ہیں حوصلہ کیوں توڑ بیٹھے ہو
تم سب کچھ جیت جاؤ گے ذرا انجام ہونے دو
The sun hasn't set yet. Let it be a little evening
I'll go back on my own. Just fail
Why are you looking for excuses to defame me?
I will become infamous. Let the infamous be the first name
I don't have to admit defeat yet
I will admit it all. Let this discussion be common
My body is invaluable and still can't sell
Let there be a little auction on the sale of Wafa
Why are you so discouraged?
You will win everything, just let it happen
.............................................................
Phir kisi yaad ne, raat bhar hai jagaya mujh ko
Kiya saza di hai, mohabat ne khudaya mujh ko
Din ko aaram hai na, raat ko hai chain kabhi
Jane kis khaak se, qudrat ne banaya mujh ko
Dukh to yeh hai ke, zamane main milay ghair sabhi
Jo mila hai, woh mila ban ke, paraya mujh ko
Jab koi bhi na raha kandha, rone ko nje
Ghar ki deewaron ne, seene se lagaya mujh ko
Uoon to umeed-e-wafa, tum se nahi hai koi
Phir charaghon ki tarah, kis ne jalaya mujh ko




0 Comments