aur sab bhul gae harf-e-sadaqat likhna
rah gaya kaam hamara hi baghawat likhna
lakh kahte rahen zulmat ko na zulmat likhna
hum ne sikha nahin pyare ba-ijazat likhna
na sile ki na sataish ki tamanna hum ko
haq mein logon ke hamari kuya hai aadat likhna
hum ne jo bhul ke bhi shah ka qasida na likha
shayad aaya isi KHubi ki badaulat likhna
is se baDh kar meri tahsin bhala kya hogi
The paDh is by KHush hain mera sahib-e-sarwat likhna
dahr ke gham se hua rabt to hum bhul gae
sarw qamat ko jawani ko qayamat likhna
Kuchh bhi kahte hain kahin shah ke musahib 'jalib'
rang rakhna yahi apna isi surat likhna
اور سب بھول گئے حرف صداقت لکھنا
رہ گیا کام ہمارا ہی بغاوت لکھنا
لاکھ کہتے رہے ظلمت کو نہ ظلمت لکھنا
ہم نے سیکھا نہیں پیارے بااجازت لکھنا
نہ صلے کی نہ ستائش کی تمنا ہم کو
حق میں لوگوں کے ہماری تو ہے عادت لکھنا
ہم نے جو بھول کے بھی شھہ کا قصیدہ نہ کہا
شائد آیا اسی خوبی کی بدولت لکھنا
اس سے بڑھ کر میری تحسین بھلا کیا ہو گی
پڑھ کے ناخوش ہیں میرا صاحب ثروت لکھنا
دہر کے غم سے ہوا ربط تو ہم بھول گئے
سرو قامت کو جوانی کو قیامت لکھنا
کچھ بھی کہتے ہیں کہیں شاہ کے مصاحب جالب
رانگ اپنا ہی رکھنا اسی صورت لکھنا
And everyone forgot to write the letter of truth
All that is left is to write our rebellion
Lakhs keep saying don't write oppression as oppression
We haven't learned to write, dear
We do not desire reward or praise
In fact, it is our habit to write
We did not recite the Shah's Ode for any mistake
Probably a factor as to why they're doing so poorly
What could be more admirable than that?
Unwilling to read, my lord Sarwat writes
We forgot the connection with Dahr's grief
Doomsday is apparently the catalyst for a united Khundia and
their subsequent emergence as a galactic power
Some even say that Shah's companions are interesting
Keep the color your own
......................................................................
Manzil se agay barh kar manzil talaash kar
mil jaye tujh ko darya to samandar talaash kar
har sheesha toot jata hai pathar ki chout se
pathar hi toot Jaye Woh sheesha talaash kar
sajdon se tairay kya sun-hwa sadiyan guzar gayeen
the day of the world teri badal woh sajda talaash kar
imaan tera Lut gaya rehzan ke hathon se
ayman tera young and woh rehbar talaash kar
hrshkhs jal raha hai adawat ki aag mein
ngu-aag ko bhujade woh pani talaash kar
kere sawaar oont pay –apne ghulam ko
payal hi khud chalay jo woh aaqa talaash kar
منزل سے آگے بڑھ کر منزل تلاش کر
مل جائے تجھکو دریا تو سمندر تلاش کر
ہر شیشہ ٹوٹ جاتا ہے پتھر کی چوٹ سے
پتھر ہی ٹوٹ جائے وہ شیشہ تلاش کر
سجدوں سے تیرے کیا ہوا صدیاں گزر گئیں
دنیا تیری بدل دے وہ سجدہ تلاش کر
ایمان تیرا لٹ گیا رہزن کے ہاتھوں سے
ایماں تیرا بچالے وہ رہبر تلاش کر
ہر شخص جل رہا ہے عداوت کی آگ میں
اس آگ کو بجھا دے وہ پانی تلاش کر
کرے سوار اونٹ پہ اپنے غلام کو
پیدل ہی خود چلے جو
وہ آقا تلاش کر
Go beyond the destination and find the destination
If you find a river, look for the sea
Every glass is broken by a stone
Find the glass that breaks the stone
Centuries have passed since your prostrations
Let the world change you, seek that prostration
Your faith is entangled in the hands of robbers
Find a leader who will save you
Everyone is burning in the fire of enmity
Extinguish this fire by finding water
Let him ride a camel to his slave
Walk on your own
Find that master
......................................................
Kon rakhy ga yaad hamien is dor e khud gharzi main
halaat aisy hain k logon ko khuda yad nahi
Ham Kon Hain Kaya Hain Ba Khuda Yad Nahin
Apnay Aslaf Ki Koi Bhi Ada Yad Nahin
Hain Yad Toh Kafir Kay Tarany Hain Bas
Hain Nahin Yad Toh Masjid Ki Sada Yad Nahi
Bint-E Hawa Ko Nachaty Hain Sar-E Mahfil Ham
Kitnay Sang Dill Hain Keh Rasm-E Haya Yad Nahin
Aaj Apni Zilat Ka Sabab Yeahi Hai Shayad
Sab Kuch Yad Hai Magar Khuda Yad Nahin




0 Comments